Nazar Nazar Nazar Lyrics

Writer :

Singer :




Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai
Kon hai katil kon nishana
Kon hai pagal kon hai deewana
Hai kon koi na jana
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai

Jane kaha se wo aaya hai
Lagata hai rato ka saya hai
Phela huya hai charo taraf
Tufan koi laya hai
Aaya hai koi anjana
Shama ka katil parwana
Hai kon koi na jana
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai

Darti hai us se fijaye
Shahami huyi hai hawaye
Na jane kab aur kaha se
Aa jaye mot ki sadaye
Chal ke in raho se jana
Mushkil us se jaan bachana
Hai kon koi na jana
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai
Kon hai katil kon nishana
Kon hai pagal kon hai diwana
Hai kon koi na jana
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai
Nazar nazar nazar bekhabar
Ek nazar tujh pe hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.