Yoon Shabnami Lyrics

Writer :

Singer :




(Yuun Shabnami Pehle Nahi Thi ChaandaniChaand Woh Bharma Gaya, Tujhko Dekha Toh Sharma Gaya
Woh Churaane Laga Hai Nazar) - 2
Yuun Shabnami.......

Dekho Chaand Aaya, Chaand Nazar Aaya - 3
Aaya Aaya Aaya Chaand Aaya Sharmaaya
Haanji Aaya Aaya Aaya Sharmaaya
Tu Bhi Aaja Saawariya
Aaya Aaya Aaya Dekho Chaand Nazar Woh Aaya
Dekho Chaand Nazar Dekho Dekho Ji Chaand Nazar Woh Aaya
Sharmaaya Aaya Aaya Aaya Chaand Aaya Sharmaaya

Dheere Dheere Aake Hawa Gungunaake Har Khabar De Tumhaari
Kaisa Yeh Nasha Hai, Nazar Mein Ghula Hai Har Ghadi Hai Khumaari
Nashe Mein Kadam Mere Udhar Kabhi Idhar, Gumsum Nazar Jaayein Kidhar
Kho Gaye Tujhme Hum Iss Kadar
Yuun Shabnami Pehle Nahi Thi Chaandani - 2
Chaand Woh Bharma Gaya, Tujhko Dekha Toh Sharma Gaya
Woh Churaane Laga Hai Nazar
Yuun Shabnami.......

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.