Aadmi Zindagi Lyrics

Writer :

Singer :




(Aadami zindagi aur ye aatma - 2Dhundate hai sabhi tujhako paramaatma
Ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma - 2) - 2

(Aaj ke din main aakaash se gir pada
Pehale chhota sa tha ho gaya ab bada) - 2
Waqt rehata nahi ek jagah pe khada
Chalta rehta hai ye umra ka kaafila
Aadami zindagi aur ye aatma - 2
Dhundate hai sabhi tujhako paramaatma
Ye milan jo karaaye wo vishwatma vishwatma - 2

(Ek ghar mein bhi har ek se hai alag
Dekhate hai alag sochate hai alag) - 2
Hum alag kyon na ho hum bane hai alag
Pyar ne kar diya par hame ek saath
Aadami zindagi aur ye aatma - 2
Dhundate hai sabhi tujhako paramaatma

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.