Nazar Nazar Mein Haale Dil Lyrics

Writer :

Singer :




nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain - 2aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain

(dil sekdo hain jinmein dil ek hain nishana
tera bhi dil deewana mera bhi dil deewana) - 2
yeh teer hain nazar ka jaane kaha lagega
rab jaane aaj kisika naseeba jagega
(shama se bachke yeh parwana kaha jalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain) - 2

(tumko bhi yeh pata hain hamko bhi yeh pata hain
yeh pyar ki umar hain yeh pyar ka nasha hain) - 2
kyo dil ko ham sataye kyo dil ko ham jalaye
woh pyar ke zamane ham kaise bhool paye
aaisa mauka haseen roj kaha milta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
nazar nazar mein haale dil ka pata chalta hain
aap hampe hain fida saaf pata chalta hain
yeh baat sach hain dil pe zor kaha chalta hain - 3

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.