Kaise Tumhe Batau Lyrics

Writer :

Singer :




shikwa hain zindagi se tumse gila nahimain khud se hi khafa hu tumse khafa nahi
umm umm...
kaise tumhe batau mera dil hain bekaraar - 2
kis tarah samjhau mujhko tumse bada hain pyar
tumko batlana hain dil yeh deewana hain - 2
kaise tumhe batau mera dil hain bekaraar
kis tarah samjhau mujhko tumse bada hain pyar
tumko batlana hain dil yeh deewana hain - 2

tum kya jaano main apne dil ko kaise samjhata hu - 2
jab bhi tumhe dekhta hu dekhta reh jaata hu
lagta hain tum toh meri haalat se ho anjaan
lekin teri khaatir meri lavb be adi hain jaan
yeh jo afasaana hain tumko samjhana hain - 2

(khud se jise chupaya tha woh aaj labo pe aaya hain
na jaane woh kaun hain jisne jeena mujhe sikhaya hain) - 2
phir se jaag utha hain dil mein jeene ka armaan
kisne kiya hain aake mujhpe chupkese ehsaan
koi anjana hain jaana pehchaana hain - 2
kaise tumhe batau mera dil hain bekaraar
kis tarah samjhau mujhko tumse bada hain pyar
tumko batlana hain dil yeh deewana hain - 2

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.