Haqh Jata De Lyrics

Writer :

Singer :




Haqh jata de
Oh haqh jata de pyaar nibha de
Yaar gale se lag jaana
Haqh jata de pyaar nibha de
Yaar gale se lag jaana
Aag lagi hai saawan mein
Dil tarsega kab tak aana
Oh chhod de baahen rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Oh chhod de baahen rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Jaane kyon lagta hai banjayega koyi afsaana

Is harjai mausam ki khushboo mein koyi khumari hai
Aisa jaane kyon lagta hai boondon mein chingari hai
Aisa haal hona apna gusri huvi barsaaton mein
Do premi kyon jalte hai in bheeghi bheeghi raaton mein
Bheeghi bheeghi raaton mein
Khwaab naye hain
Khwaab naye hain pyaas nayi hain dard bhi hai anjana
Khawab naye hain pyaas nayi hain dard bhi hai anjana
Aag lagi hai saawan mein
Dil tarsega kab tak aana

Hosh raha na ab mujhko jaane kya masti chaayi hai
Barson kitna tadpi hoon tab gadi milan ki aayi hai
Odle is tanhaayi ko kuch aise aaj simat jaao
Laaj ka ghoongat main kholu tum mujhse aaj lipat jaao
Mujhse aaj lipat jaao
Soch liya
Soch liya to soch liya jo soch liya woh karjana
Soch liya to soch liya jo soch liya woh karjana
Aag lagi hai saawan main
Dil tarsega kab tak aana
Oh chhod de baahen rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Chhod de baahen rok na raahen
Pyaar tera hai deewana
Jaane kyon lagta hai banjayega koyi afsaana.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.