Oye Pape Lyrics

Writer :

Singer :




O dilwalo saze dil pe jhum lo galo
O dilwalo saze dil pe jhum lo galo
Bar bar aisa shama na aayega
Fir kabhi wo yaha na aayega
Bar bar aisa shama na aayega
Fir kabhi wo yaha na aayega
Mai bhi hu tum bhi ho
Hum sabhi mehman hai
O dilwalo saze dil pe jhum lo galo

Yar kaun jane kinara hai kaha
Gum kare hum agar to gujara hai kaha
Yar kaun jane kinara hai kaha
Gum kare hum agar to gujara hai kaha
Mai bhi hu tum bhi ho
Hum sabhi tufan hai
O dilwalo saze dil pe jhum lo galo

Aaj pyar bhi ho gaya to kya hua
Ho gayi ye kisi se khata to kya hua
Aaj pyar bhi ho gaya to kya hua
Ho gayi ye kisi se khata to kya hua
Mai bhi hu tum bhi ho
Hum sabhi insan hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.