Kya Aankhen Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Bas issi baat ka dukhada hai
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Bas issi baat ka dukhada hai
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai

Baaho mein aa ja na ja
Mere hasin sanam
Doori sahi na jaye
Jana teri kasam
Dil ko churaye mere
Teri yahi adaa
Chehra main dekhu
Kali zulfe jara hata
Baaho mein aa ja na ja
Mere hasin sanam
Doori sahi na jaye
Jana teri kasam
Dil ko churaye mere
Teri yahi adaa
Chehra main dekhu
Kali zulfe jara hata
Janu main dilruba
Marji hai teri kya
Jane bhi de mujhe
Raaho mein na sata
Na sata na sata na sata
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Bas issi baat ka dukhada hai
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai

Deewana karke mujhe
Aise kaha chali
Baate hamari hogi
Ab to gali gali
Dil pe chhaya hai mere
Tera nasha nasha
Karne de mujhko
Jane jana koi khata
Deewana karke mujhe
Aise kaha chali
Baate hamari hogi
Ab to gali gali
Dil pe chhaya hai mere
Tera nasha nasha
Karne de mujhko
Jane jana koi khata
Chhayi hai bekhudi
Mausam hai pyar ka
Na todungi kabhi
Vaada main yaar ka
Yaar ka yaar ka yaar ka
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Mujhse kuch ruthi ruthi hai
Bas issi baat ka dukhada hai
Kya aakhen hai kya mukhada hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Ye ladki chand ka tukda hai
Ye ladki chand ka tukda hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.