Kya Tan Kya Man Lyrics

Writer :

Singer :




Ganga se bhi pawan hai
Sagar se bhi gehra hai
Sanso ka sangam ho jaye
Isliye ye pal thahra hai

Kya tan kya man kya jivan
Kya tan kya man kya jivan
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Kya tan kya man kya jivan
Kya tan kya man kya jivan
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja

Sundata se bhi tu sundar
Yauvan ka barpur samandar
Ho sundata se bhi tu sundar
Yauvan ka barpur samandar
Jab jab dekhu tujhko jage
Man me koi akarsan
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Kya tan kya man kya jivan
Kya tan kya man kya jivan
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja

Sari duri aaj mita de
Janam janam ki pyas bhuja de
Sari duri aaj mita de
Janam janam ki pyas bhuja de
Mai jalti tapti chingari
Tu jal barsata sawan
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja
Kya tan kya man kya jivan
Kya tan kya man kya jivan
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja
Aaja aaja aaja.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.