Aarzoo songs and lyrics
- 1. Saajan Saajan Teri Dulhan song lyrics
- 2. Ab Tere Dil Mein song lyrics
- 3. Duniya Se Door Ja Raha Hoo song lyrics
- 4. Dosti Karte Nahin song lyrics
- 5. Main Aa Rahan Hoon song lyrics
- 6. Main Aa Rahan Hoon II song lyrics
- 7. Rabba Rabba I Love You song lyrics
- 8. Sajan Sajan Teri Dulhan song lyrics
- 9. Tu Soni Kudi song lyrics
Top Ten Lyrics
Sajan Sajan Teri Dulhan Lyrics
Writer :
Singer :
Chandni rat, taro ki barat hai
Dil ki mehfil sajane me kya der hai, kya der hai
Dhadkane dil ki shehnayiya ban gayi
Abb toh sajan ke aane me kya der hai, kya der haiMeri zindagi mera pyar yad aa raha hai
Aanewala hai jo, woh yad aa raha hai
Sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja
Aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja
Sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja
Aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja
Aa ja, aa ja, aa jaMeri zindagi mera pyar yad aa raha hai
Aanewala hai jo, woh yad aa raha hai
Sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aaja
Aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja
Aa ja, aa ja, aa jaPayal kajal kangan daman sare tujhe bulaye
Aa ja sajan aa ja tere apne tujhe bulaye
Aa ja, aa ja, sajan aa ja
Mere mehbub, mere hamsafar
Tujhko kya pata, hai tujhe kya khabar, ehsan tere kitne hai mujhpar
Rab pe yakin hai jitna, utna hai tujhpar
Aa ja, aa ja, aa jaMera mehbub mera sanam aa raha hai
Ham toh marhi chuke the, phir janam aa raha hai
Sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja
Aakar mere hatho me mehndi tu hi racha ja
Aa ja, aa ja, aa jaChunri meri rangin huyi hai tere rang se sajan
Aakar rang de mera ang ang apne rang se sajan
Aa ja aa ja sajan aa ja
Tumse wafaye bahut main karungi
Kasam teri abb yeh dil kisi ko na dungi
Aa tujhe bata du, mere dil mein kya hai
Dil lenewale tujhe jan apni dungi
Aa ja, aa ja, aa jaDhadkane badh rahi hai, woh karib aa raha hai
Khushnasibi banke mera woh nasib aa raha hai
Sajan sajan teri dulhan tujhko pukare aa ja
Aakar mere hatho mein mehndi tu hi racha jaChandni rat, taro ki barat hai
Dil ki mehfil sajne mein kya der hai, kya der hai
Dhadkane dil ki shehnayiya ban gayi
Abb toh sajan ke aane me kya der hai, kya der hai.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.