Denewala Lyrics

Writer :

Singer :

Paisa are money money
Lagta hai apna bhi time fine hai bhai
Note pe note chap rahele hain
Khushiyon ki baaraat hai paison ki barsaat hai
Khushiyon ki baaraat hai paison ki barsaat hai
Sache ho gaye saare sapne khule naseeba yaar ke
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke

Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna

Sab kehte hain hello,
Hello saath hamaare chalo chalo
Sabko mujhase kaam hai duniya bhar mein naam hai
Bangala bhi hai gaadi bhi hai mehki mehki baadi bhi hai
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna

Meetha hai jal jog ka khana chappan bhog ka
Saaki meena jaam hai pista hai baadaam hai
Sej saji hai phoolon wali aane wali hai nakharaali
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna

I say he he he what you got to say
Paris wala suit hai ye london ka boot hai
Haan apna bhi style hai
Are haathon mein mobile hai ha ha
Mujhko pakde are mujhko choomein
Aage peechhe pariyaan ghoomein
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna

Khushiyon ki baaraat hai paison ki barsaat hai
Sache ho gaye saare sapne khule naseeba yaar ke
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna
Kiti kiti kitna kiti kiti kitna
Dik taana dik taana tikna tikna.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.