Ram Kare Lyrics

Writer :

Singer :




Meri mamta mein ho aisa asar
Meri mamta mein ho aisa asar
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare
Tujhe lag jaaye meri umar
Tujhe lag jaaye meri umar
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare

Sapna mein dekhu yahi har ghadi
Bane ek din tu sahara mera
Sapna mein dekhu yahi har ghadi
Bane ek din tu sahara mera
Duniya ke saagar ki kashti hu main
Duniya ke saagar ki kashti hu main
Bane ek din tu kinara mera
Duniya ke saagar ki kashti hu main
Bane ek din tu kinara mera
Tere sang gujare
Tere sang gujare shamo shaher
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare
Tujhe lag jaaye meri umar
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare

Teri hasi hain meri zindagi
Tere aansu jo dekhu to mar jaau main
Teri hasi hain meri zindagi
Tere aansu jo dekhu to mar jaau main
Tere kandhe pe jaaye ye arthi meri
Tere kandhe pe jaaye ye arthi meri
Kuch aisi dua ab kar jaau main
Tere kandhe pe jaaye arthi meri
Kuch aisi dua ab kar jaau main
Tujhe dekhe
Tujhe dekhe hamesha meri nazar
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare
Meri mamta mein ho aisa asar
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare
Tujhe lag jaaye meri umar
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare
Ram kare ram kare.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.