Mujrim Na Kehna Mujhe Lyrics

Writer :

Singer :




Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai

Jis umar me chhiye maa ka aachal
Mujhko salakhe mili
Dhandhe ke hatho me pustak ke badle
Hathkadiya dali kayi
Bachpan hi jab thane me bita
Jawani ka fir kya thikana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai

Mai tha pasina bahane ko razi
Roti na fir bhi mili
Maine sarafat se jina chaha
Thoakr pe thokar lagi
Mai tha pasina bahane ko razi
Roti na fir bhi mili
Maine sarafat se jina chaha
Thoakr pe thokar lagi
Kaise bhi ho pet ki aag hai ye
Pet ki aag ko bujhana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai

Papo ki basti me kaise rahega
Banke koi devta
Jiwan ke sangram me sab munasif
Kya hai bhala kya hai bura
Insan lekin kabhi ye na bhule
Bhagwan ke ghar bhi jana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai
Pakda gaya wo chor hai
Jo bach gaya wo sayana hai
Mujrim na kahna mujhe logo
Mujrim to sara jamana hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.