 
Vijaypath songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Sagar Sang Kinare Hai Lyrics
Writer :
Singer :
(sagar sang kinaare hain phoolon sang bahaare hain - 2 aise hi tum mere ho aur hum tumhaare hain 
haan hum tumhaare hain) - 2 
dil jo hamaara tha kal tak kyon ye kisika hone laga 
kisake tassabur mein din rain ab ye dil khone laga 
pehali nazar ke pehale pyaar ka dekho hak ada karana 
meri kasaam hain tumako sanam (dil se na juda karana - 2) 
hum tum dono sang rahenge jaise chaand taare hain - 2 
i promise tum mere ho aur hum tumhaare hain, haan hum tumhaare hain 
hum hain tum ho aur ye dekho rang birangi waadi hain 
baarish ke thande mausam mein aur bhi aag lagadi hain 
darr lagata hain in baaton se rehana door jaroori hain 
tan man jab tak dono milena (pyaar ki pyaas adhuri hain - 2) 
pyaar ki bazi mein rab jaane kya jeete kya haare hain - 2 
ye jaanam tum mere ho aur hum tumhaare hain, haan hum tumhaare hain 
sagar sang kinaare hain phoolon sang bahaare hain 
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


