Coming Soon Lyrics

Writer :

Singer :




Pyaar karna naa tha
Pyaar karna pada
Tumpe marna naa tha
Tumpe marna pada

Dil dena naa tha
Dil dena pada
Dil dena naa tha
Dil dena pada
Haan

Dard lena naa tha
Dard Lena pada

Pyaar karna naa tha
Pyaar karna pada

Phol khilne na the
Phol khilne lage
Humko milna naa tha
Roj milne lage

Aankh ko ratjage
Acche lagne lage
Raat ke saaath hum
Raat Jagne lage

Pyaar karna naa tha
Pyaar karna pada


Yaad karne lage
Naam Lene lage
Dil diya to diya
Jaan Dene Lage
Ooo
Yaad karne lage
Naam Lene lage
Dil diya to diya
Jaan Dene Lage

Aaya sawan to phir
Pyaass jagne lagi
Dekho dono taraf aag lagne lagi

Pyaar karna naa tha
Pyaar karna pada


Humko sunna naa tha
Tumko sunne lage
Pyaar ke jaal mein
Humto fasne lage
Aisa hona na tha
Aisa hone laga
Aisa hona na tha
Aisa hone laga

Pyaar karna naa tha
Pyaar karna pada
Tumpe marna naa tha
Tumpe marna pada

Dil dena naa tha
Dil dena pada
Dil dena naa tha
Dil dena pada
Haan

Dard lena naa tha
Dard Lena pada

Pyaar karna naa tha
Pyaar karna pada

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.