Angoor Khilao Papa Ji Lyrics

Writer :

Singer :




Hey, khana khana khana khana
Lao jaldi lao khana lao jaldo lao
Khana khana khana khana lao
Jaldi lao, ki khao ge bacho
Angur khilo, chokalet magao,
Icecream dilao, bhukh lagi hai jor ki
Papa ji, papa ji, bacho ki bat mano papa ji
Angur khilo, chokalet magao,
Icecream dilao, bhukh lagi hai jor ki
Papa ji, papa ji bacho ki bat mano papa ji, hey
Papa ji, papa ji bacho ki bat mano papa ji
Chokalet, icecream nana nana ih khake ki hona hai
Tar mal khao, dole banao,
Takat badao, sehat ka rakho khayal ji
Kaka ji kaka ji, papa ki bat mano kaka ji
Kaka ji kaka ji, papa ki bat mano kaka ji

Hume to chokalet bhata hai,
Icecream khake maja aata hai
Isko khane me kya burayi hai,
Isme bhi cream hai malayi hai
Chokalet pet ko kharab kare,
Icecream khake dant jaldi gire
Hari sabji taje fal khao,
Bake gabaru jawan ban jao
Chhodo ye jhut ke bahane chhodo,
Papa ji bacho ka na dil todo
Jo bhi achha lage wo khayege,
Aapki bato me na aayege
Papa ji, papa ji bacho ki bat mano papa ji, hey
Papa ji, papa ji bacho ki bat mano papa ji
Angur khilo, chokalet magao,
Icecream dilao, bhukh lagi hai jor ki
Papa ji, papa ji, bacho ki bat mano papa ji
Arey, kaka ji kaka ji, papa ki bat mano kaka ji

Ye lal sab gal lal kare,
Anar khake tan me khun bade
Khao orange, aam, mosam bhi,
Khake inko ye umar ho lambi
Tatkati chij koi dilwao,
Nahi nahi, humko kuch hoga nahi
Tum na daro, papa ji bacho ki zid puri karo
Kho na wo chij bimar pado,
Banke balwan dushmano se lado
Kaju badam aur pisate kho,
Chatpati chij pe na lalchao
Kaka ji kaka ji, papa ki bat mano kaka ji
Papa ji, papa ji bacho ki bat mano papa ji
Angur khilo, chokalet magao,
Icecream dilao, bhukh lagi hai jor ki
Papa ji, papa ji, bacho ki bat mano papa ji
Arey, kaka ji kaka ji, papa ki bat mano kaka ji

Achhe papa ji man bhi jao,
Tum bhi achhe bache ban jao
Achhi bato ki hi aadat dalo,
Cack lao ha ha, sab kho na na, pasri lao ha ha
Badam kho na na,
Hotdog dilo yani ki garam kuta chhi chhi
Jisko hotdog ka matlab hi nahi malum,
To use tast kya malum ha ha
Chhodo ye bahas chup ho jao, khana hajir hai
Ye khana kho, khelane khane ki hai inki umar
Bache jo zid kare dilwao, achha ji, achha ji
Bacho se hare papaji, ha achha ji, achha ji
Bacho se hare papaji, papa ji zindabad

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.