Tere Siva Kaun Hai Mera Lyrics

Writer :

Singer :




Tere siva kaun hai
Mera yu na sata balma
Kab se tera intjar
Ab aa bhi ja balma
Tere siva kaun hai
Mera yu na sata balma
Kab se tera intjar
Ab aa bhi ja balma
Balma balma

Tujh bin itni akele
Har pal mai gabrau
Kaha kidar kho gaya
Hai tera pata kaise paau
Tujh bin itni akele
Har pal mai gabrau
Kaha kidar kho gaya
Hai tera pata kaise paau
Tere bin rah na
Sakungi tujhe hai pata balma
Kab se tera intjar
Ab aa bhi ja balma
Tere siva kaun hai
Mera ab yu na sata balma
Kab se tera intjar
Ab aa bhi ja balma
Balma balma

Kai kasme khayi thi
Mujhse ye vada kiya tha
Har dham sang rahne
Ka tune irada kiya tha
Kai kasme khayi thi
Mujhse ye vada kiya tha
Har dham sang rahne
Ka tune irada kiya tha
Un kasmo vado ka
Tu na bhula balma
Kab se tera intjar ab
Aa bhi ja balma
Tere siva kaun hai
Mera ab yu na sata balma
Kab se tera intjar
Ab aa bhi ja balma
Balma balma.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.