Kya Hua Kya Khabar Lyrics

Writer :

Singer :




Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Tera ruth jana aur mera manana dono ka jabab nahi
Mera pyar toba tera gusa toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata

Todi si bat me tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati
Todi si bat me tu ruth jati hai
Sise ki gudiya jaisi tut jati hai
Teri adao ne teri jafao ne
Mujko ko bana diya hai diwana
Tera ruth jana or mera manana dono ka jawab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata

Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke jara dil dil se
Mani hai ab tu kitni mushkil se
Milne do hash ke jara dil dil se
Mosam mastana hai pyar ka zamana hai
Aise me phir kahi tu na ruth jana
Tera ruth jana or mera manana dono ka jawab nahi
Mera pyar toba tera gusa toba dono ka hisab nahi
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata
Kya hua kya nahi kya khabar kya pata.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.