Phool Ka Shabab Kya Lyrics

Writer :

Singer :




Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Julfo se khele mahki hawaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Surkh lab ke samne sokhi ye gulab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Aankho me tauba kitna nasha hai
Mai kya ye mausam bahka hua hai
Mai kya ye mausam bahka hua hai
Layegi ye mastiya koi bhi sharab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Gore badan se lipta hua hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Yuhi dekhta rahu mai hasin khwab kya
Phul ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.