Bina Tumhare Char Kadam Lyrics

Writer :

Singer :




Bina tumhare char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare ankho se kuch nazar
Nahi aaye
Bina tumhare kuch bhi humse
Kiya nahi jaye
Ek pal humse bina tumhare
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye

Bina tumhare char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye

Phool se khushbu juda kare tufa
Me dam ye kaha
Juda kare badal se bijali
Aisa kaha tufa
Phool se khushbu juda kare tufa
Me dam ye kaha
Juda kare badal se bijali
Aisa kaha tufa
Juda kabhi sagar se lehair
Ko kiya nahi  jaye
Ek pal humse bina tumhare
Raha nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye

Bina tumhare char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye

Sans tumhari hi mere sine
Me palti hai
Preet humari ban ke lahu teri
Rago me chalti hai

Sans tumhari hi mere sine
Me palti hai
Preet humari ban ke lahu teri
Rago me chalti hai
Bina tumhare sans bhi humse
Liya nahi jaye
Ek pal humse bina tumhare
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye

Bina tumhare char kadam bhi
Chala nahi jaye
Bina tumhare
Ankho se kuch nazar
Nahi aaye
Bina tumhare kuch bhi humse
Kiya nahi jaye
Ek pal humse bina tumhare
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye jiya nahi jaye
Jiya nahi jaye.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.