He Jaanam Main Diwani Tu Diwana Lyrics

Writer :

Singer :




Ghunghat mera jane kya hua
Mai to kahu tune chori kiya
Nahi nahi maine nahi
Nahi nahi tune kiya
Nahi nahi maine nahi
Chori to kya sina jori kiya
Payal teri albat ye rahi
Ab kya kahu tune kaisa diya
Nahi nahi maine nahi
Nahi nahi tune diya
Nahi nahi maine nahi

Kya jane tu tune kya kya diya
Kya jane tu tune kya kya diya

Jhumka mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti
Jhumka mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti
Palhe to baho me bekhud kiya tune
Phir mujhse apne nam sab le liya tune
Nahi nahi maine nahi
Nahi nahi tune liyajhumka
Mera uljha bindiya meri chuti
Chunari udhar sarki chudi idhar tuti

Nahi nahi maine nahi
Man hi nahi tan bhi le liya
Man hi nahi tan bhi le liya
Ghunghat mera jane kya hua
Mai to kahu tune chori kiya
Nahi nahi maine nahi
Nahi nahi tune kiya
Nahi nahi maine nahi
Chori to kya sina jori kiya
Chori to kya sina jori kiya

Jab tak na chun dalu
Sare badan ke phul
Dali baharo ki bankar
Tu mujhpar jhul
Jab tak na chun dalu
Sare badan ke phul
Dali baharo ki bankar
Tu mujhpar jhul
Chadar bina chanda
Jaise khule tan hoye
Waise jagaya hai
Chanda saman piya more
Nahi nahi maine nahi
Nahi nahi tune piya
Nahi nahi maine nahi
O jane ja tune kya na kiya
O jane ja tune kya na kiya
Ghunghat mera jane kya hua
Mai to kahu tune chori kiya
Nahi nahi maine nahi
Nahi nahi tune kiya
Nahi nahi maine nahi
Chori to kya sina jori kiya
Payal teri alpat ye rahi
Ab kya kahu tune kaise diya
Nahi nahi maine nahi
Nahi nahi tune diya
Nahi nahi maine nahi
Kya jane du tune kya kya diya
Chori to kya sina jori diya.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.