Aanewala Aaya Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai

Ab na hogi koi majburi
Man se na man hogi ki duri
Prit ki ab to sajegi rangoli
Dawar se koi le jaye ga doli
Ab na hogi koi majburi
Man se na man hogi ki duri
Prit ki ab to sajegi rangoli
Dawar se koi le jaye ga doli
Angana me khanake ga kangana
Vo sapna vo sapna hua apna
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai

Aise bandh liya hai bandhan
Ab jiwan lagta hai jiwan
Tan hai chandan man hai madhuban
Phul khilenge gulsan gulsan
Aise bandh liya hai bandhan
Ab jiwan lagta hai jiwan
Tan hai chandan man hai madhuban
Phul khilenge gulsan gulsan
Palake banegoi jab palana
Vo sapna vo sapna hua apna
Sapna hua tha jo sapna
Vo sapna vo sapna hua apna
Aane wala aaya hai
Pyar se dil ne bulaya hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.