Ek Do Teen Aare Aare Aare Lyrics

Writer :

Singer :




Ek do teen aare aare aare
Dunia hasin aare aare aare
Badi rangin, ye zindagi hai char din
Jina hai to aaja pyare
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja

Bolo bolo bolo

Ek do teen aare aare aare
Dunia hasin aare aare aare
Badi rangin, ye zindagi hai char din
Jina hai to aaja pyare
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja
Ek do teen aare aare aare
Dunia hasin aare aare aare
Badi rangin,

Sarabi jo hota mai sang tumhare
Mai khan jata to kitna maja aata
Arey takra ke jam fir aise jhalkate to
Yaaro ke sang pi ke or nasha chhata

Sarabi jo hota mai sang tumhare
Mai khan aake to botal pe botal chhadata
Chhadata nasha to na kuch yaad rahta
To  dunia ke gum bhul jata
Arey julafo ke saye me
Baho ke ghere me pi ke kahi dagmagata
Mahake nazaro rangi nazaro sitaro ke
Rangin sapne sajata
Arey ye zindagi to hai nasha
Yaar mere hath badha hath badha
Jam utha jam utha pile jara
Chhaye nasha
Ek do teen aare aare aare
Dunia hasin aare aare aare
Badi rangin

Jina hai to aaja pyare
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja
Ek do teen aare aare aare
Dunia hasin aare aare aare
Badi rangin

Jina hai to aaja pyare
Sun le mere kabhi kabhi
Yaha vaha jaha kaha jine ka bhi lele maja

Jo dil fek hota to sang hamare
Tu kotho par chakar lagata
Rangin galio ki in rang ralio me
Gum ho ke bada maja aata
Mohabbat, mohabbat, mohabbat
Mohabbat hai kya dil se dil ka milana
Ya maine to aaj hi jana
Sarat nazakat hasino ki chahat
Hai kya ishq me dub jana
Kabhi hose me fir na aana
Arey ye zindagi to hai maja.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.