 
Sheela songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Us Mein Kya Hai Jo Lyrics
Writer :
Singer :
Us mein kya hai jo mujhme nahi hai 
  Meri jawani mein kaha kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Bolo kya kami hai 
  Aisi kya kami hai 
Us mein kya hai jo mujhme nahi hai 
  Meri jawani mein kaha kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Bolo kya kami hai 
  Aisi kya kami hai 
Chehre pe mere hai hai noor aisa 
  Thahre na mujhpe nazare kisi ki 
  Dekhe mujhe jo jhume fariste 
  Aadmi ki hai aaukat kya 
Chehre pe mere hai hai noor aisa 
  Thahre na mujhpe nazare kisi ki 
  Dekhe mujhe jo jhume fariste 
  Aadmi ki hai aaukat kya 
  Haha bolo na kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Bolo kya kami hai 
  Aisi kya kami hai 
  Us mein kya hai jo mujhme nahi hai 
  Meri jawani mein kaha kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Kaha kya kami hai 
  Bolo kya kami hai 
  Aisi kya kami hai 
Ango mein narmi angur jaisi 
  Aanko se meri chalke gulabi 
  Mera tarasha gora badan ye 
  Aaina hai hasin pyar ka 
Ango mein narmi angur jaisi 
  Aanko se meri chalke gulabi 
  Mera tarasha gora badan ye 
  Aaina hai hasin pyar ka 
  Us mein kya hai jo mujhme nahi hai 
  Meri jawani mein kaha kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Kaha kya kami hai 
  Us mein kya hai jo mujhme nahi hai 
  Meri jawani mein kaha kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Kaho kya kami hai 
  Bolo kya kami hai 
  Aisi kya kami hai. 
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.


