Kabhi Kuch Khoya Lyrics

Writer :

Singer :




Aaj hamne sabak wo pad dala
Jisko dunia kitab kahti hai
Or ek aisa kam kar dala jisko dunia hisab kahti hai
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka nam jindagi hai
Bina khoye paye nakam jindagi hai
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka nam jindagi hai
Bina khoye paye nakam jindagi hai
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

Jamane ne jo kuch bhi hamkodiya
Sarakho pe hamne use rakh liya
Kabhi ye na socha bura ke bhala
Sada khush rahe sab yahi hai dua
Wohi hamne kata jo hamne tha boya
Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka nam jindagi hai
Bina khoye paye nakam jindagi hai
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

Mera hamsafar bhi kahi kho gaya
Batao bhala  ham kare bhi to kya
Koi hamse ake jara sikhle
Hai mar mar ke jine me kaisa maja
Wohi hamne kata jo hamne tha boya
Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka nam jindagi hai
Bina khoye paye nakam jindagi hai
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya

Hame jindagi ki najar lag gayi
Nahi jine ki ab koi hasrat rahi
Ham apne labo se likhenge kabhi
Wohi dasta likh saka na koi
Wohi hamne kata jo hamne tha boya
Jab paa liya khush ho gaye, jab kho diya dil ro diya
Isi khone pane ka nam jindagi hai
Bina khoye paye nakam jindagi hai
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya
Kabhi kuch khoya kabhi kuch paya.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.