Beeti Nahin Raat Sanam Lyrics

Writer :

Singer :




Beete nahi raat sanam
Karo koi baat sanam
Duniya soye hume nind lage na
Beete nahi raat sanam
Karo koi baat sanam
Duniya soye hume nind lage na
Mile bhi to dur se hum
Koi dekhe yeh sitam
Main to jagu meri taqdeer jage na

Mano sanam kategi yeh raat
Nahi jo humi sath nahi
Mano sanam kategi yeh raat
Nahi jo humi sath nahi
Kya hua jo tera mera sath
Nahi yeh koi baat nahi
Na bano ji diye dete hai
Gavahi tere naina
Beete nahi raat sanam
Karo koi baat sanam
Duniya soye hume nind lage na

Khidki khuli chanda nazar aa hi gaya
Mujhe tadpa hi gaya
Khidki khuli chanda nazar aa hi gaya
Mujhe tadpa hi gaya
Naam tera zuba pe lehra hi gaya
Lab tak aa hi gaya
Jo labo pe hai wo keh de jo hai
Dil mein wo na kehna
Mile bhi to dur se hum
Koi dekhe yeh sitam
Main to jagu meri taqdeer jage na

Raat dhali chandaniya zard bhi hai
Yeh hawa sard bhi hai
Raat dhali chandaniya zard bhi hai
Yeh hawa sard bhi hai
Haar piya hawa zara sard
Bhi hayi dil mein kuch dard bhi hai
Na kaha tha meri ja humse
Kabhi dur na rehna
Beete nahi raat sanam
Karo koi baat sanam
Duniya soye hume nind lage na
Mile bhi to dur se hum
Koi dekhe yeh sitam
Main to jagu meri taqdeer jage na


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.