Neendiya Mami Aa Jao Lyrics

Writer :

Singer :




Nindiya mami aa jao, nindiya mami aa jao
Chanda mama sau rahe hai
Chanda mama sau rahe hai
Mami tum chali aao
Nindiya mami aa jao, nindiya mami aa jao

Sare jag se chhutti le kar jaldi aana nindiya
Is saitan ki aankho me ek bar na aana nindiya
Sare jag se chhutti le kar jaldi aana nindiya
Is saitan ki aankho mein ek bar na aana nindiya

Chand taare jagni do tu jage tare jagani
Lo chupke chali aao
Nindiya mami aa jao, nindiya mami aa jao

Kajal dhal ke sapano ka aankho ke batan lagao
In masum si aankho ko pariyo ke raag sunao
Kajal dhal ke sapano ka aankho ke batan lagao
In masum si aankho ko pariyo ke raag sunao
Aaja mera ladala hai aaja mera ladala hai
Tum jaldi chali aao
Nindiya mami aa jao, nindiya mami aa jao
Chanda mama sau rahe hai
Chanda mama sau rahe hai
Mami tum chali aao
Nindiya mami aa jao, nindiya mami aa jao.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.