Yeh Shokh Sitare Karte Hai Ishare Lyrics

Writer :

Singer :




Ye shokh sitare karte hai ishare
Aa baith ke do char ghadi pyar kare
Ye rat jawa hai rangin sama hai
Aise me sanam pyar ka ikrar kare

Leke ek rang naya aayi hai ulfat ki ghadi
Rat hai banke mere samne dulhan si khadi
Kasam tumhari jo hum pyar se inkar kare
Aa baith ke do char ghadi pyar kare
Ye saukh sitare karte hai ishare
Aa baith ke do char ghadi pyar kare
Ye rat jawa hai rangin sama hai
Aise me sanam pyar ka ikrar kare

Saze dil ched ke ulfat ke tarane gaye
Kya ye acha ho ho din rat bade ho jaye
Isi tarah chaman pyar ka guljar kare
Aa baith ke do char ghadi pyar kare
Ye saukh sitare karte ishare
Aa baith ke do char ghadi pyar kare
Ye rat jawa hai rangin sama hai
Aise me sanam pyar ka ikrar kare.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.