Nai Manzil Nai Rahen Lyrics

Writer :

Singer :




Nayi manzil nayi rahe naya hai meharba apna
Na jane jake thahrega kaha ye karwa apna
Na chamkegi kaha bijli na aayega jah tufan
Banayenge usi dali par jaake apna aashiya

Bharosha hai mukaddar par tumhara bhi sahara hai
Kahi dusman na ban jaye ye jalim aasma apna
Nayi manzil nayi rahe naya hai meharba apna
Na jane jake thahrega ye karwa apna

Dikhayenge hame ye chand tare
Rah manzil ki
Dikhayenge hame ye chand tare
Rah manzil ki
Banate ho agar dusman to ho sara jaha apna
Nayi manzil nayi rahe naya hai meharba apna
Na jane jake thahrega kaha ye karwa apna.



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.