Aap Ki Khata Aap Ki Bewafayee (Instrumental) Lyrics

Writer :

Singer :




Koi shikwa na karein ge na azmayein ge
Tum jahan paon rakhoo ge yeh dil bechayein ge
Hum tumhare wafa ke dunya main pyaar he pyaar lutayein ge

Aap se hai gila aap se he pyaar
Aap ka tha mujhe har pal intezaar
Bardaasht nahi hoota ab mujh se mere yaar
Aap se hai gila aap se he pyaar
Aap ka tha mujhe har pal intezaar
Bardaasht nahi hoota ab mujh se mere yaar
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun
Aap se sanam intehai pyaar karta hai dil jaane kyun
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun

Aap ke arzoo dil ko baar baar likin hai shikayetein mujh ko beshumaar
Baardaast nahi hoota ab mujh se mere yaar
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun
Aap se sanam intehai pyaar karta hai dil jaane kyun

Hum yeh nahi kehte dil ke boore hoo tum gustakhiyaan likin karte rahte hoo tum
Hum yeh nahi kehte dil ke boore hoo tum gustakhiyaan likin karte rahte hoo tum
Aap ke sabhi gustakhiyaan maaf karta hai dil jaane kyun
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun

Doo kadam chaloo tum doo kadam chalein hum
Khamooshiyoon ka yeh kissa khatam karein hum
Doo kadam chaloo tum doo kadam chalein hum
Khamooshiyoon ka yeh kissa khatam karein hum
Aap ke sabhi khamooshiyaan maaf karta hai dil jaane kyun
Aap ke khata bewafai maaf karta hai dil jaane kyun
Aap se sanam intehai pyaar karta hai dil jaane kyun.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.