Aashiqana Aalam Hai Lyrics

Writer :

Singer :




aashiqaana aalam hai, ishq nibha jaaaja aaja aaja janaabeaali aaja

(aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janaabeaali aaja) - 2
umid teri, tera nasha
iss dil mein aur kya hai - 2
aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janaabeaali aaja
iss dil mein aur kya hai - 2

gavaahi deti hai dhadkan
tu hi mera yaar, tu hi mera pyaar, tu hi intzaar hai
yeh kehati hai dil ki tadpan
tu hi mera khaab, tu mere bechain dil ka daavedaar hai
tu mera hai jahaan, tujhse har daastaan - 2
aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janaabeaali aaja
iss dil mein aur kya hai

rago mein tu hai samaayi
teri tamanna se, teri muhabbat se, jine ka ehsaas hai
teri hi betaabi chhaayi
maangu duwaayon mein, tujhko khuda se, saanson ki tu pyaas hai
tu mera deewaanapan, laagi tujhise lagan - 2
aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janaabeaali aaja
iss dil mein aur kya hai
umid teri, tera nasha
iss dil mein aur kya hai
(aashiqaana aalam hai, ishq nibha ja
aaja aaja aaja janaabeaali aaja) - 2

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.