Yaad Teri Aati Hai Lyrics

Writer :

Singer :




Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Aake mujhako batalaa de, aakhir kya majburi hai
Tere mere bich mein kis liye yeh duri hai
Lekar tera naam sanam, kar dunga badnaam sanam
Ru jahaan bhi jaayegi, bewafa kehlaayegi
Aaja meri jindagi, kar na mujhase berukhi
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Bin tere suni suni lagati hai yeh jindagi
O apane saath le gayi tu meri har khushi
Dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan
Had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega
Aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba
Mausam aaye, mausam jaaye
Mausam aaye, mausam jaaye tu kyun nahi aati hai
Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya
Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai
Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.