Ankhon Mein Lyrics

Writer :

Singer :

Aankhon mein rahon baahon mein rahon hoton pe rahon ya dil mein rahon

Yeh saare ghar hai tumhare yeh saare ghar hai tumhare
Jahan bhi dil chaahein rahon

Saasein mein rahon dhadkan mein rahon palko mein rahon zulfon mein rahon

Paas hamare aana ho to bina bulaye aa jaana

Koyi nishaani de jaana thodi si khushboo le jaana
Yaadon mein rahon khwaabon mein rahon raaton mein rahon ya din mein rahon

Aaj na jaane yeh kya hua hai koyi zara yeh samjaaye

Itna suroor chaaya hai ji karta hai mar jaaye

Vaado mein rahon kasmo mein rahon aanchal mein rahon kaajal mein raho
Vaado mein rahon kasmo mein rahon aanchal mein rahon kaajal mein raho
Yeh saare ghar hai tumhare yeh saare ghar hai tumhare
Jahan bhi dil chaahein rahon

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.