Dil Or Jaa Se Mai Lyrics

Writer :

Singer :

Maine dil me chhupaya tumhe dhadkan banake
Maine aankho me basaya tera sapna sazake
Dilo jaa se mai ho chuka hu
Dilo jaa se mai ho chuka hu tumhara sanam
Tumhara tumhara tumhara sanam

Dilo jaa se mai ho chuki hu
Dilo jaa se mai ho chuki hu tumhari sanam
Tumhari tumhari tumhari sanam
Tumhari tumhari tumhari sanam

Tum mile to meri jaa saku aa gaya
Mere pyar ko ek bahana mila
Tumhari panaho me aake laga
Meri chahto ko thikana mila
Tumse hai aarzu tumse hai zindagi
Tumse hai hasrte tumse hai dilkashi
Na koi mujhsa diwana
Na koi mujhsa diwana tumhara sanam
Tumhara tumhara tumhara sanam
Maine dil me chhupaya tumhe dhadkan banake
Maine aankho me basaya tera sapna sazake
Dilo jaa se mai ho chuka hu
Dilo jaa se mai ho chuka hu tumhara sanam
Tumhara tumhara tumhara sanam
Tumhara tumhara tumhara sanam
Tumhara tumhara tumhara sanam
Tumhara tumhara tumhara sanam.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.