Sunle Hasina Lyrics

Writer :

Singer :




Sunle hasina jab tak hain jeena
Sunle hasina jab tak hain jeena
Dena mujhe tu pyaar ka nagina
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Mera sabkuch tera hain mera ranjhana
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna

Sunle hasina jab tak hain jeena
Dena mujhe tu pyaar ka nagina
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Mera sabkuch tera hain mera ranjhana
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna

Kaliya milengi kanate milenge
Phir bhi sanam hum sang sang chalenge
Ho kaliya milengi kanate milenge
Phir bhi sanam hum sang sang chalenge
Teri rooh mein piya mera dil hain bichh
Tujhe kanta na chubh jaaye
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Mera sabkuch tera hain mera ranjhana
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Sunle hasina jab tak hain jeena
Dena mujhe tu pyaar ka nagina

Husn tera hain meri waffa hain
Aur jahan mein jeene ko kyaa hain
Husn tera hain meri waffa hain
Aur jahan mein jeene ko kyaa hain
Jeelenge sanam mar mar ke bhu hum
Tera sang na kahin chhut jaaye
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Mera sabkuch tera hain mera ranjhana
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Sunle hasina jab tak hain jeena
Dena mujhe tu pyaar ka nagina

Amrit tere labo ka milenga
Zaher jahan ka kyaa karlega
Ho lipate hain ghesu gore badan se
Naag ho lipate jo chandan se
Pyar ki hain barsaat tere saath ki hain raat
Tujh pe kurbaan ye zindagaani
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Mera sabkuch tera hain mera ranjhana
Mera pyaar kyaa hai jaan meri maangna
Sunle hasina jab tak hain jeena
Dena mujhe tu pyaar ka nagina.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.