Mere Dil Ka Taar Lyrics

Writer :

Singer :




Mere dil ka taar baje baar baar
Hua tujhse pyar aaja
Mere dil ka taar baje baar baar
Hua tujhse pyar aaja
Dil bekarar dede karar
Hua tujhse pyar aaja
Mere dil ka taar baje baar baar
Hua tujhse pyar aaja
Mere dil ka taar baje baar baar
Hua tujhse pyar aaja

Mohabbat ke mausam kitne hasi hai
Aaj nashe mein aasman zameen hai
Mohabbat ke mausam kitne hasi hai
Aaj nashe mein aasman zameen hai
Layi bahar kaisa khumar
Hua tujhse pyar aaja
Dil bekarar dede karar
Hua tujhse pyar aaja
Mere dil ka taar baje baar baar
Hua tujhse pyar aaja

Pyar kiya to pata hi chala
Deewana pan hota hai kya
Pyar kiya to pata hi chala
Deewana pan hota hai kya
Mere rajdar mila aitbar
Hua tujhse pyar aaja
Dil bekarar dede karar
Hua tujhse pyar aaja
Mere dil ka taar baje baar baar
Hua tujhse pyar aaja
Mere dil ka taar baje baar baar
Hua tujhse pyar aaja.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.