Meri Zindagi Hai Ye Sone Ka Lyrics

Writer :

Singer :




In neele dupatto se
Dil nahi dhadka
Dupatta dupatta dupatta
In peele dupatto se
Dil nahi dhadka
Dupatta dupatta dupatta
Majboor hu majboor hu

Dupatta tumhara
Aashiq mizaj hai
Lipat gaya dil se
Yeh dil ka ilaj hai
Dupatta tumhara
Aashiq mizaj hai
Lipat gaya dil se
Yeh dil ka ilaj hai
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa

Ae he la la la la la la
Aa ha la la la
Hawaon se puchho
Fizaon se puchho
Tum apni hi khatir
Nigahon se puchho
Hawaon se puchho
Fizaon se puchho
Tum apni hi khatir
Nigahon se puchho
Satati rahi ho
Jalati rahi ho
Hamesha mujhe tum
Satati rahi ho
He tumse to achha
Yeh resham ka tukda
Mere dil pe aake
Jo malhum bana hai
Dupatta to kya hai
Kehna yeh aaj hai
Iss dil pe tera
Sadiyon raz hai
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa

Meri zindagi hai yeh
Sone ka pinjara
Ke mein ek chidiya
Tadapti rahi hu
Kabhi sar ko pinjare ke
Mara hai meine
Ke milne ko tujhse
Tarasti rahi hu
Tujhe kya khabar hai
O aazad panchi
Mera hal bin tere
Kya hua hai
Sone ki lanka se
Mujhe bacha le
Yeh daulat ka ravan
Bahaut hi bura hai
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa

Dupatte hazaro to
Dekhe hai meine
Magar koi aisa
Dupatta nahi hai
Ae dupatte hazaro to
Dekhe hai meine
Magar koi aisa
Dupatta nahi hai
Yeh neele dupatte
Yeh peele dupatte
Magar koi in mein
Hamara nahi hai
Yeh udate ghbare
Lage pyare pyare
Magar haye in mein
Wafa hi nahi hai
Tumhare dupatte pe
Kurbaan jau
Meri jaan yeh to
Masiha bana hai haye
Ke haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
Dupatta tumhara
Aashiq mizaj hai
Lipat gaya dil se
Yeh dil ka ilaj hai
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa
O haye mein mar jawa
Haye mein mar jawa.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.