Arzoo Ki Rahon Mein Lyrics

Writer :

Singer :

Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein

Aao ghar banaaye hum
Phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana

Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum

Aarzoo ki raahon mein Dhadkanon ki baahon mein

Din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
Haan, din ko sab hawaaon mein ho gulaab ki khushboo
Raat aaye to maheke ek khwaab ka jadoo
Raat leke main aaoon, aur khwaab tum laana

Main hawaayein laaoonga, aur gulaab tum laana
Aarzoo ki raahon mein Dhadkanon ki baahon mein

Aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
Ho, aasmaan zameen apne hum naye banaayenge
Hum yakeen vafaaon ka marke bhi dilaayenge
Aasmaan main laaoon, aur zameen tum laana

Main vafaayein laaoongi, aur yakeen tum laana
Aarzoo ki raahon mein, dhadkanon ki baahon mein
Aao ghar banaaye hum, phir voh ghar sajaaye hum
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Apna pyaar main laaoon, apna roop tum laana
Chhaon leke main aaoon, narm dhoop tum laana
Aarzoo ki raahon mein
Dhadkanon ki baahon mein.

Music Director Wise   Film Wise

How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.