Mere Paas Aao Lyrics

Writer :

Singer :




Aao bachcho aaj tumhe ek kahani sunata hoon main
Sher ki kahani sunoge
Hoon

Hoon hoon
Mere pass aao mere dosto ek kissa suno
Mere pass aao mere dosto ek kissa suno

Kai saal pehle ki ye baat hai
Bolo na chup kyon ho gaye
Bhayanak andheri si yeh raat mein
Liye apni bandook main haath mein
Ghane jangalon se guzarata hua kahi ja raha tha
Ghane jangalon se guzarata hua kahi ja raha tha
Ja raha tha
Nahi aa raha tha
Nahi ja raha tha

Uff fo aage bhi to bolo na
Batata hu bata hu

Nahi bhulti uf vo jungale ki raat
Muje yaad hai vo thi mangal ki raat
Chala ja raha tha me darta hua hanuman chalisa padhta hua
Bolo hanuman ki jai,jai jai bajrangbali ki jai haa bolo hanuman ki jai
Bolo bajrangbali ki jai

Ghadi thi andhera magar sakt tha
Koi das sava das ka bus waqt tha

Larazata tha koyal ki bhi kook se
Bura haal hua us pe bhookh se
Laga todane ek beri se ber
Mere saamne a gaya ek sher

Koi gighghi banati nazar phir gayi
To bandook bhi haath se gir gayi

Main lapka wo jhapka
Main upar wo neeche
Woh aage main peechhe
Main ped pe wo peechhe
Are bachaao
Are bachaao
Main daal-daal wo paat-paat
Main paseena wo baag-baag
Main sur mein wo taal mein
Yeh jungal paataal mein
Bachaao bachaao
Are bhaago re bhaago
Are bhaago

Phir kya hua
Khuda ki kasam maza aa gaya
Mujhe maar kar besaram kha gaya

Kha gaya
Lekin aap to zinda hain

Are ye jeena bhi koi jeena hai lallu
Aain

La la la ra la la.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.