Tera Gham Mera Gham Lyrics

Writer :

Singer :




Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam

Mai achhee buree jaisee bhi hu
Tu achha bura jaisa bhee hain
Mai teree hu kaisi bhi hu
Tu meraa hain kaisa bhi hain
Tu meraa hain kaisa bhi hain
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Ham dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam

Tute huye dil kee kashtee ko
Tufan me kinara mil jaye
Tu tham le mera hath agar
Dono ko sahara mil jaye
Dono ko sahara mil jaye
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Ham dono kee ek kahani
Aaja lag ja gale dil jani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.