Dekh Mausam Lyrics

Writer :

Singer :




Dekh mausam kah raha hai
Baho me aake meri jhul ja
Man ya na man meri jan
Mausam ki to man le yar
Mausam ki to man le yar
Chhod bhi de yun banana
Baho me mujhe tere dekhke
Kya kahega ye jamana
Ye bhi jara jan le aaj
Ye bhi jara jan le aaj

Chori chori tu dil me aaya
Ab to tu kaise kaise rup rang dikhaye
Tere pyar se piya re baj aaye
Aaja re aaja rahne bhi de tu
Yu kahe tikhe tikhe nakhare dikhaye
Lagi dil ki meri kahe ko badhaye
Ho jindagi pe pyar ke din
Yun hi na jaye kahi bit re
Man ya na man meri jan
Mausam ki to man le yar
Mausam ki to man le yar

Mithi mithi bato me teri
Mujhko to dar hai aate aate aa na jaau
Phir kya hoga ye bhi sochu ghabrau
Sun mahaki mahaki saso se teri
Mai apni thandi thandi saase aa milau
He pyar yahi to hai kaise samjhau he
Man le mai man jau janeja
Teri har bat ko
Kya kahega ye jamana are
Ye bhi jara jan le aaj
Ye bhi jara jan le aaj
Dekh mausam keh raha hai
Baahon mein aake meri jhul ja
Man ya na man meri jan
Mausam ki to man le yar
Mausam ki to man le yar.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.