Aa Samne Maidan Mein Lyrics

Writer :

Singer :




O meri gali ke ladke O meri gali ke ladke O meri gali ke ladke Tu na rahna jhuthi shan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Dekhe ham teri ke kitne dau hai teri jan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Ho meri gali ki ladki Ho meri gali ki ladki Tu na rahna jhuthi shan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Dekhe hum bhi dekhe kitna dam hai teri jan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Jha tu chup kar pardo se Khel na kar hum mardo se Tu itni taklif na kar Khud apni tarif na kar Ye gudiyo ka khel nahi Tera mera mel nahi Aise lahko tare Are aise lahko tare Bas ek chanda aasman me Aa samne maidan me Jo chahe wo sart laga har gaya to dega kya Jeet gaya to kya hoga soch jara or kar tauba Bato se na kam chala jo kaheta wo kah ke dikha Acha dekh tamasha Are acha dekh tamasha Jo na dekha is jahan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Hamse jo takreyega tut ke wo rahe jayega Kyu itna itrata hai akhira mara jata Ab ye gussa jane de hatja hawa ko aane de Ye chota sa tinka Are ye chota sa tinka Bahe jayega tufan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me Dehke ham bhi dekhe kitana dum hai teri jaan me Aa samne maidan me, aa samne maidan me O meri gali ke ladke O meri gali ke ladke Tu na rahena jhuthi shan me Aa samne maidan me.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.