Jine Ke Liye Zindagi Ko Lyrics

Writer :

Singer :




Jine ke liye jindagi ko dunia me har admi ko
Kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye kuch khona padta hai
Jine ke liye jindagi ko dunia me har admi ko
Kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye kuch khona padta hai

Bat ha iye msmuli si bat ye koi khas nahi
Bat ha ye mamuli si bat ye koi khas nahi
Khusiya band hai kamre me par chabi apne pas nahi
Khusiya band hai kamre me par chabi apne pas nai
Phir bhi ma iudas nahi
Jine ke liye jindagi ko dunia me har admi ko
Kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye kuch khona padta hai

Ane wala kal ka suraj naya sawera layega
Ane wala kal ka suraj naya sawera layega
Gum ka kala andhiyara phir dur kahi kho jayega
Gum ka kala andhiyara phir dur kahi kho jayega
Ha aisa sawera ayega
Jine ke liye jindagi ko dunia me har admi ko
Kabhi hasna padta hai kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye kuch khona padta hai

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.