
Papa Kehte Hain songs and lyrics
Top Ten Lyrics
Pyar Mein Hota Hai Lyrics
Writer :
Singer :
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaanoo
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaanoo
Rehta nahi kyun dil par kaboo
Tu janay ya main jaanoo
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaanooGun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
O gun gun kerta kyun phirta hai
Koi bhawra baghon mein
Kyun hoti hai phool mein khushaboo
Tu janay ya main jaano
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaanooChandni raatein ho toh chakori
Pagal si kyun hoti hain
Chandni raatein ho toh chakori
Pagal si kyun hoti hain
Jungle mein koyal ki ku ku
Tu janay ya main jaanoo
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaanooJaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharkha aur badal
O jaisay haryaali aur sawan
Jaisay bharkha aur badal
Tere liye main mere liye tu
Tu janay ya main jaano
Pyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaanooPyar mein hota hai kya jadoo
Tu janay ya main jaanoo
Rehta nahi kyun dil par kaboo
Tu janay ya main jaanoo
Tu janay ya main jaanoo
Tu janay ya main jaanoo.
How to use
In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.