Dil Kya Jaan Bhi Lyrics

Writer :

Singer :




Dil kya jaan bhi tujh pe kurban hai
Dil kya jaan bhi tujh pe kurban hai
Yeh kaisa hai jalwa nigahe yeh tauba
Yeh kaisa hai jalwa nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi tujh pe kurban hai

Main hu jhakash fasa na mujhko
Kaise magar kosis karu
Main hu jhakash solah baras ka
Kisi tarah baho mein aa
Kaise bharosha pyare
Ud jaaye kal yeh panchhi
Dil yeh dhak dhak bole kehta yeh man
Disco are janab ko
Aao disco pyar mein yu sikhaye aapko
Are nacho are gao dil mein yaar ko rehne do
Dil kya jaan bhi tujh pe kurban hai
Are yeh kaisa hai jalwa nigahe yeh tauba
Are yeh kaisa hai jalwa nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi tujh pe kurban hai

Hai gulmohar surat teri
Yaaro ko hai teri kami
Hai gulmohar surat teri
Yaaro ko hai teri kami
Sine se lag jaaye re
Janam tu mere liye
Wada nibhaunga main sato janam
He mastane yeh deewane
He mastane yeh deewane
Baat ka kamal hai
Fasana re jani tere bas mein nahi hai
Yeh pyar ka jadu aankhon se na chhodo
Are pyar ki dekho botal todo
Na sama se darna babu
Are jalke na marna tu
Are samne na aana tu
Jaan ke na marna tu
Dil kya jaan bhi tujh pe kurban hai
Yeh kaisa hai jalwa nigahe yeh tauba
Yeh kaisa hai jalwa nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi tujh pe kurban hai.


Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.