Saara Yeh Alaam Lyrics

Writer :

Singer :




Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain
Berang the rang se chha gaye
Berang the rang se chha gaye
The ham kahaan yeh kahaan aa gaye
Jaane man mera jaanam phoolon sa kaliyan sa
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain

Ab yeh duniya duniya hai meri duniya
Ab yeh khushiya khushiya hai meri khushiya
Ab yeh duniya duniya hai meri duniya
Ab yeh khushiya khushiya hai meri khushiya
Surat surat murat murat kaise yeh khilne lagi
Deepak deepak aurat aurat mandir mein sajane lagi
Milne lage hai yeh donon jism o jaan
Dekho zameen pe zuka hai aasmaan
Maane na maane jaane na jaane
Na jaane  na jaane  na jaane  na jaane
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain

Pyasi pyasi pyasi pyasi  kal kal behti nadiyan
Har premi ki pyas bujhati nadiyan
Pyasi pyasi kal kal behti nadiyan
Har premi ki pyas bujhati nadiyan
Thumak thumak jhanak jhanak pariyon ki payal baji
Raunak raunak kaisi hai raunak phoolon ki mehfil saji
Ho ab toh aisa sama phir na hoga yun jawaan
Donon jahaan aa gaye hai lo yahaan
Maane na maane jaane na jaane
Na jaane  na jaane  na jaane  na jaane
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain
Berang the rang se chha gaye
The ham kahaan the ham kahaan yeh kahaan aa gaye
Jaane man mera jaanam phoolon sa kaliyan sa
Saara yeh aalam nooraani hain
Saara yeh aalam nooraani hain.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.