Deewana Hai Kar Gayi Lyrics

Writer :

Singer :




Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana

Dharti pe chhaya huya badal sa mai
Tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
Dharti pe chhaya huya badal sa mai
Tere piche pichhe ghumu pagal sa mai
Kaisa hai ye tufa hum kahi dil kaha
Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana

Sun sun ji na sakunga ab mai tere bina
Kya rah sakegi tu mere bina
Ji na sakunga ab mai tere bina
Kya rah sakegi tu mere bina
Ruth ke tu yu na ja tunto hai meri jaa
Deewana deewana deewana
Haye kar gayi deewana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Tu khawab kisi shayar ka aashiq ka tarana
Deewana deewana deewana.



Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.