Maar Katar Mar Lyrics

Writer :

Singer :




Maar katari mar jaoon main toh yaar bin jee nahi paoon
Maar katari mar jaoon main toh yaar bin jee nahi paoon
Main toh yaar bin jee nahi paoon

Yaar ke liye main toh ban jaau jogi thukarau jaag saara
Jag thukarau
Jag thukarau main toh yaar pai jag thukarau
Ho maar katari mar jaoon main toh yaar bin jee nahi paoon
Main toh yaar bin jee nahi paoon

Seene pai sar rakh kiya tha jo waada
Waada kabhi na bhulau
Waada nibhau
Waada nibhau main toh yaar se waada nibhau
Ho maar katari mar jaoon main toh yaar bin jee nahi paoon
Main toh yaar bin jee nahi paoon

Jitani hain baate rub vapas lele yaar bin umra nahi chaahu
Umra nahi chaahu
Umra nahi chaahu main toh yaar bin umra nahi chaahu
Maar katari mar jaoon main toh yaar bin jee nahi paoon
Main toh yaar bin jee nahi paoon
Maar katari mar jaoon main toh yaar bin jee nahi paoon
Main toh yaar bin jee nahi paoon.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.