Aaiyena Kasam Se Lyrics

Writer :

Singer :




Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se

Na na na na na na na na na na
Bachke kaha jaoge tum jane nahi paoge tum
Meri wafa ka hai dawa
Na na na na na na na na na na
Ulfat tumse karti hu mai
Sache dil se marti hu mai
Samjho na isko dikhawa
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se

Na na na na na na na na na na
Picha nahi chodungi dil se dil ko jodungi
Maine te dil me hai thani
Na na na na na na na na na na
Teri manjuri ki deri
Hogi to bas teri meri ye chanchal jawani
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai
Aaiyena kasam se jaaiye na kasam se
Pyar se jo bhage yar se jo bhage
Deewana deewana deewana
Deewana wo to deewana hai.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.