Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pat Lyrics

Writer :

Singer :




Koi bat kare hai barso ki
Koi soch raha kal parso ki
Par bhai mere sach to hai ye
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki
Koi bat kare hai barso ki
Koi soch raha kal parso ki
Par bhai mere sach to hai ye
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki

Jo apni kismat ka lekha hai
Kisne pada kisne dekha hai
Hatho mein kismat jo padta hai
Jhuthi kahani woh ghadta hai
Insa ka kaha kab sach hai huya
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki
Koi bat kare hai barso ki
Koi soch raha kal parso ki

Ye waqt pal har badalta hai
Sukh dukh ke sanche mein dhalta hai
Chhoda nahi waqt ne raam ko
Phir aadmi ka kya anzam ho
Kab jane kaha kya hoga yaha
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki
Koi bat kare hai barso ki
Koi soch raha kal parso ki
Par bhai mere sach to hai ye
Na kal ka pata na pal ka pata
Na kal ka pata na pal ka pata
Phir soch raha kyu barso ki
Phir soch raha kyu barso ki.

Music Director Wise   Film Wise


How to use

In Junolyrics, This box contains the lyrics of Songs .If you like the lyrics, Please leave your comments and share here . Easily you can get the lyrics of the same movie. click here to find out more Lyrics.